1.
Aah Ko Chaahiye Ek Ummr Asar Honey Tak Kaun Jeeta Hai Teri Zulf Kay Sar Honey Tak
2.
Dil Kay Darwaazey Per Dastak Deney Ye Kaun Aaya Jaadu Kahoon Ya Saaya
3.
Kyun Kisi Aur Ko Dukh Dard Sunaaoon Apney Apni Aankhon Se Bhi Main
4.
Muskuraati Faza Hai Gungunaati Hawa Hai Aisey Mein O Jaaney Waaley
5.
Shehar Aabaad Raheyn Terey Fizaayen Mehkeyn Ae Merey Pyaarey Watan
6.
Terey Khayaal Se Hai Dil Shaadmaan Hamaara Taaza Hai Jaan Hamaari
7.
Wo Firaaq Aur Wo Visaal Kahaan Wo Shab-o-Roz-o-Maah-o-Saal Kahaan





