1.
Sunn Ri Pawan Sunn Raat Kahey Kya Kaanon Mein Chupkay Se Baat Kahey Kya
2.
Sitaarey Aasmaan Ko Chhorr Kay Aayen Jo Tum Dekho Guzartey Paaniyon Per Akss Ruk Jaayen
3.
Wo Damakti Huyi Lau Kahaani Huyi Wo Chamak-daar Shola Fasaana Hua
4.
Tum Jiss Khwaab Mein Aankhain Kholo Uss Ka Roop Amar Uss Ka Roop Amar
5.
Dil Ko Qaraar Mil Gaya Aankhon Ko Roshni Mili Ham Ko Watan Ki Khaak Se Jeeney Ki Aagahi Mili
6.
Koyaliya Mat Kar Pukaar Re Kar Na Mujhey Be-Qaraar
7.
Jo Neend Aati To Khwaab Aatey Jo Khwaab Aatey To Tum Aatey
8.
Kabhi Kitaabon Mein Phool Rakhna Kabhi Darakhton Pe Naam Likhna
9.
Mujhey Yaqeen Hai Ke Wo Din Zuroor Aaye Ga Khileyn Ge Phool Mohabbat Kay In Nigaahon Mein
10.
In Hawaaon Mein Khushbu Mehakti Rahey Zindagi Pyaar Kay Geet Gaati Rahey





